HOME | YELLOWPAGES | ABOUT ME| Contact Us|

Latest Sarkari Naukri Updates :

Sad SMS Shayari

Dard ko bhi dard hone lagaa,
Dard khud hi mere ghav dhone lagaa,
Dard ke liye mein naa royaa,
Lekin dard mujhe chu-kar khud rone lagaa... 

Guzarish Hamari Woh Maan Na Sake

Guzarish Hamari Woh Maan Na Sake 
Majboori Hamari Woh Jaan Na Sake,
Kehte Hain Marne Ke Baad Bhi Yaad Rakhenge
Jeete Jee Jo Hamain Pehchaan Na Sake...!!!





Bewafa SMS Shayari

Kaise bayaan karu alfaz nahi hai,
Dard ka mere Tuje ehsas nahi hai,
Puchte hain sub tumhe kya dard hai,
Dard ye hai ki wo ab mere pass nahi hai.








Mujhe Miti Ke Ghar Bnane Ka Shok Tha !!

Mujhe Miti Ke Ghar Bnane Ka Shok Tha !!
Usay Ashyane Girane Ka Shok Tha !!
Wo Bewafa Tha Is Mein Herat Ki Baat Kia Hai !!
Mujhe Bhi Bewafa Logon Se Dil Lagane Ka Shok Tha.



Chhor gaya......


Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya

Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya

Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya

अपनी तो - APNI TO

अपनी तो जिन्दगी की अजीब कहानी है,
 जिस चीज को चाहा वो ही बेगानी है,
हँसते भी हैं तो दुनियाँ को दिखाने के लिए,
 वरना दुनियाँ डुब जाए आँखों में इतना पानी है..

APNI TO JINDGI KEE AJEEB KAHANI HAI,,
 JIS CHEEJ KO CHAHAA WO HEE BEGAANI HAI,,
HASTAY BHI HAI TO DUNIYA KO HASANAY K LIYE,,
 VARNA DUNIYA DUB JAY ANKHO MAI ITNA PANI HAI






खुदा अगर - Khuda Agar

खुदा अगर मेरी आखिरी खुवाईश पूछे..
तो तेरी हँसीं माँग लूँ......
आखिरी दुआ पूछे....
तो तेरे लिए खुशी माँग लूँ....
दुबारा जनम दे...
तो पहले मैं तेरा प्यार माँग लूँ...
Khuda agar meri aakhri khwahish pooche
To teri hansi maang loon
Akhari dua pooche
To tere liye khushi mang loon
Dubara janam de
To pahle main tera pyar mang loon.






पहली महि- तुम्हारी बहू कैसी है

पहली महि- तुम्हारी बहू कैसी है?
दूसरी महिला-बहू तो बहुत बुरी है! रोज लेट उठती है। मेरा बेटा उसके लिए चाय बनाता है। घर का कोई भी काम नहीं करती.. और जब देखो मेरे बेटे से बाहर खाना खाने के लिए कहती रहती है!
पहली महिला- और तुम्हारा दामाद कैसा है?
दूसरी महिला- दामाद तो फरिश्ता है, फरिश्ता! रोज सुबह मेरी बेटी को चाय बनाकर पिलाता है। उसे घर का कोई काम नहीं करने देता.. और अक्सर बाहर खाना खिलाने ले जाता है। ऐसा दामाद सबको मिले!