Kaise bayaan karu alfaz nahi hai,
Dard ka mere Tuje ehsas nahi hai,
Puchte hain sub tumhe kya dard hai,
Dard ye hai ki wo ab mere pass nahi hai.
Dard ka mere Tuje ehsas nahi hai,
Puchte hain sub tumhe kya dard hai,
Dard ye hai ki wo ab mere pass nahi hai.
Mujhe Miti Ke Ghar Bnane Ka Shok Tha !!
Mujhe Miti Ke Ghar Bnane Ka Shok Tha !!
Usay Ashyane Girane Ka Shok Tha !!
Wo Bewafa Tha Is Mein Herat Ki Baat Kia Hai !!
Mujhe Bhi Bewafa Logon Se Dil Lagane Ka Shok Tha.
Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya
Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya
Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya
Usay Ashyane Girane Ka Shok Tha !!
Wo Bewafa Tha Is Mein Herat Ki Baat Kia Hai !!
Mujhe Bhi Bewafa Logon Se Dil Lagane Ka Shok Tha.
Chhor gaya......
Jab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya
Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya
Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya
0 comments:
Post a Comment